Ashtray: July 2006

Sunday, July 16, 2006

The Ubiquity

Saanson mein bhi shaamil ho, lahoo mein bhi rawaan ho
Lekin mere haathon ki lakeeron mein kahaan ho..??

Thursday, July 06, 2006

The Altruism

Mohabbat ki bhi to izhaar na karna aaya,
Kat gayee umr..hamein pyaar na karna aaya

Us ne maangi bhi to sirf judaai maangi,
Aur hum thhe..hamein inkaar na karna aaya..!!